KKKKKKKKKKKKK

Re: KKKKKKKKKKKKK

Woh khuloos tha ke khumar tha
Woh junoon tha ke saraab tha
Mujhay sochne main zamana laga
Mujhay manzilon ne bhula dia
Mujhay jis masiha pe maan tha
Mujhay us ne sooli charha dia