Lol! yeah you can, but please gana wo ho jo main nain bhi suna hua ho, aik ye sun sun ke yaad karke gana para aur STA aur sanaabc dono ne aisa song bataya hay jo kabhi nahin suna… so I am working on that…if you want k aapki farmaesh within a day poori hojaye to zara meherbani kerke wo gana bataiyye jo main nain suna hua ho
Thankooooooooooo KKF bhaiyya… I am glad that you liked it and meri mehnat raayegaan nahin gayee