Thanks alot yaar… khush rahoo
Re: Kiya pata ka kaheen choor na jaoo tum
[QUOTE]
Originally posted by Dilsay: *
**On completion of my 5K*
Is daar say kabhi izhar e mohabat nahi kiya
Kiya pata ka kaheen hans na doo tum
Is daar say kabhi hala e dill biyan nahi kiya
Kiya pata kis moor par mil jaoo tum
Is Umeed par hum nay safar mukhtasar nahi kiya
Sub kuch kiya tari mohabat main magar jana hiyat
Jo karma tha baas wo he akhir nahi kiya
Dilsay bujaha diya hum nay charaga hasrat
Phir kabhi is ujaray ghar main charaghan nahi kiya
Dar ka jeetay rahay shiyad is liya
Zindagi main hum nay kuch hasil nahi kiya
By: Dilsay
[/QUOTE]
dil ko choo liya iss ghazal nay..wah wah bohat khoob
Re: Re: Kiya pata ka kaheen choor na jaoo tum
[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
dil ko choo liya iss ghazal nay..wah wah bohat khoob
[/QUOTE]
thanks alot.....
Re: Kiya pata ka kaheen choor na jaoo tum
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
[/QUOTE]
:(