haiN? ** abnormality ** kahan nazar aiey ET..![]()
aur aur aisay zameen per a k kisi k paooN k neechay a gaye tu is ka zimadaar kon ho gha bataey..![]()
[QUOTE]
*Originally posted by ullujii: *
wah bhoot khoob
kash main teray haseen haath ka kangan hota
tu baray pyar say baray chaoo say baray maan k sath
apni nazook se kalai main charati muj co
aur bayTabi se furqat k khaza lamhoon main
tu kisee soch main doobi jo ghumati muj co
miain teray haath ke kushbo say mehak sa jata
jab kabi mood main Aa kar muj co choma karti
Teray Hontoon ke Hidaat se Dheak sa jata
raat co jab be tu neend k saffar par jati
mar mareen haath ka ik takya bana karti
main teray kaan say lag kar kahin batin karta
tari zulf co teray galooon co chooma karta
jab be to band qabah kholnay ke koshish karnti janna
apni aankon co teray hussan se khir karta
muj co bay tab sa rakhta tre chahhat ka nasha
main tari rooh k gulshan main mehakta rehta
main teray Jism k aangn main khanakta rehta
kuch nahin tu yahi bay naam sa bandhan hota
kash main taray haseen haath ka kangaan hota
[/QUOTE]
nice one ..one of wasi shah...
shukar hia tum kisi hath k haseen kanghan nahi ho
warana abhi toot kar kahin giray parey hotey....:p
hehehe :rotato:
![]()
hain ye ap itna ken rolling ![]()
hmmm aue ye keon ..ye sher ko hum ne bhoon k tu nahi rakha abhi tu ..
kacha tha
hain ye ap itna ken rolling ![]()
hmmm aue ye keon ..ye sher ko hum ne bhoon k tu nahi rakha abhi tu ..
kacha tha
[/QUOTE]
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Yeh roopahali chaoN yeh aakash par taron ka jaal
Jaisay sufi ka tassavur jaisay aashiq ka Khiyaal
Aah lekin kaun janay kaun samajhay jee ka haal
Ay Gham-e-dil kya karooN ay Wahshat-e-dil kya karooN
[/QUOTE]
filhal ap breakfast karen :p..
bacahay gha tu kis kis se WG bohat hiaN yahan pather k sanam
Jee wahee kernay ka irada hai, I mean breakfast :nahnah:
Dil hai seenay maiN dharakta hua, patthar to naheen
Yeh to khayalon ki tapish say bhi pighal jaata hai
Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
Koyal !...Etnee Khubsurat Ghazal....Wah, Bohat dinoon baad etnee zabardast ... Wah , please keep it up
hmm ap ka dil hia k makhan..![]()
Re: Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
[QUOTE]
*Originally posted by Man de Mouj: *
Koyal !...Etnee Khubsurat Ghazal....Wah, Bohat dinoon baad etnee zabardast ... Wah , please keep it up
[/QUOTE]
thanks MDM and welcome here ..:)
[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *
nice one ..one of wasi shah...
shukar hia tum kisi hath k haseen kanghan nahi ho
warana abhi toot kar kahin giray parey hotey....:p
[/QUOTE]
Na Kisee ke Aankh Ka Noor Hoon Na Kisee k Dil ka Qaraar Hoon
jo kisee Kay kaam na Aa sakay main vo ik Musht Ghubaar hon
Mera Raang Roop Bigger Gaya Mera Yaar Muj Say Bichaar Gaya
Jo Chamaan Khazaan Say Ujar Gaya Min Usee Ke Faslay Bahaar Hoon
Pay Fathya Koi ay Qu Koi chaar phool charray Qu
koi Aa kay jallay Qu main vo Bay Base ka mizaar hon
Main nahin Hon naghma jaNiffar Mujay sun kay koi karay ga keya
Main Baray Broog Hon Sadda main Baray dhuki ke pukar Hoon
Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
La jawab :k:
:k: one of ma fav
insaaN ko chaheiy khudi ko rakhay buland
har baat maiN khayal ho hifz-e-waqaR ka
Re: Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
thanks Capri..
kahiey barey dino baad ana huwa sab khayrieat hia na ![]()
Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
Beautiful Koyal:k:…Khoobsoorat ghazal hey:)
Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
wo kis ada se mere saamnay se guzraa abhi
kis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na pooch
excellent Koyal...........waesae kaesa lagta hai badal sae zameen par dekhna.....main bhi kuch kahoon......
un ki galee sae yoon tu rawan dawan guzrae
magar ba-halat-e-na qabil-e- beyan guzrae
Re: Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
thanks Amal zara nawazi ap ki k ap ne bandi ki tareaf k leay apany keemti waqat main se thora tame niqala..![]()
Re: Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
[QUOTE]
*Originally posted by aadhoorighazal: *
wo kis ada se mere saamnay se guzraa abhi
kis tarhan meinay sambhaly mere jazbaat na pooch
excellent Koyal...........waesae kaesa lagta hai badal sae zameen par dekhna.....main bhi kuch kahoon......
un ki galee sae yoon tu rawan dawan guzrae
magar ba-halat-e-na qabil-e- beyan guzrae
[/QUOTE]
woww lucky ** Koyal ** aj tu barey barey log yahan tashreaf rakhtey thanks...badloN per he rahna theek hia is leay wahan se he dekhna bohat acha lagta warna tu ..kisi dana ne kaha ha..
chirioN se kaho apnay nasheman se na niqklaiN
is door ka har shakas aqaa'booN ki tarha hai...
is leay sahi ha na uper se dekhna ..:)
chirioN se kaho apnay nasheman se na niqklaiN
is door ka har shakas aqaa'booN ki tarha hai...
:)
![]()