Re: kitni mushkil se bani thi dil ki kainaat na pooch
kaha muj ko bana'ya tha tu phir dosrey keoN haiN
jawab aa'ya k tuj ko dosrooN se payar karna hai
kaha tha ladla tera hooN maiN miti maiN keoN utrooN
jawab aa'ya k sab ko ye samandar paar karna hai