Re: kitnay achay thay wo din
issi liye hum naY apni jooti uThaa lee hai uss billori farsh par say kaY jo misl-e-sang-e-marmar hai.. kay apni miTTi par chalnaY kaa saleeqaa tau hai, issaY naa qadri-e-aalam hee gardaanaiN geY naa kaY jub miTTi kee khushbu hee cheen lee jaaye ![]()
I do not claim to be anything … TLK wins hands down.. theek :)?