Re: kitnay achay thay wo din
Aliyish kay liyay eik shair hai
Joh laRkay detai hain larkiyon ko Tohfay wuhee lagaatay hain un kee shaadiyon main sofay
Or Tlk bahi kay leay :) specially for ya big bruv:0
** kah'ay bohat Larkiyoon say CHaanTaay or suni unki batien **
Jabhi laganay paree'n ap ko in ki shadiyon mein QANaa'taain
Adaab araz hai Huzoor :D