dont get me wrong but ur point is pretty lame one arif.... respect/love don't cares about boundries or limits of life.. 2 bad she is not with us. it dont means i shud stop calling her what i like 2 call. And one more thing. if u belive on something stick to it. dont ask others to do what u belive on. alrite i hope i made my point clear!
so by all means u go ahead call her whatever u want i will still stick to PEENO
[/QUOTE]
SG:
Dont' bcum angry here, my aim was just regarding the respect.. newayz, u can carry whatever u like !
tujhe bhuul jaane kii koshishe.n kabhii qaamayaab na ho sakii.n
terii yaad shaaKh-e-gulaab hai jo havaa chalii to lachak ga_ii
[/QUOTE]
jitnaY be lufz haiN mahkteY gulaab haiN
lahjaY k faraq se isay talwaaR na bana
shaied ye teRay mu pe such bolanY lagaiN
chahRay ko aa'enay ka pristaaR na bana
kisi jhooti wafa se dil ko bahlana nahi aata
mujhaY ghaaR kagzi phooloN se mahkana nahi ata
huwa hai jo sadaa is ko naseebooN ka likha samjah
aeedm apnay keaY pe muj ko pichtana nahi ata
[/QUOTE]
Payaam aiye hain uss yar bewafa kay mujhay
Jissay qarar na aya kahin bhula kay mujhay
Judaiyan hoon to aysi kay umar bhar na milain
Fareeb do to zara silsilay barha kay hamain
Hadsay ban kay log mila kartain hain
Zakham daykay kaam kiya kartay hain
Roze gir jati hai devar teri yaadon ki
Roz hum maut kay saye main raha kartay hain
[/QUOTE]
Ek dil hai kay basayA nahi jata huM say!
Logh sehra'aO ko gulzaR bana datay haiN
Ek dil hai kay basayA nahi jata huM say!
Logh sehra'aO ko gulzaR bana datay haiN
[/QUOTE]
ye lamhooN ki nahi ye tu sadioN ki musafat hai
kisi ki yaad ka sehRa mohabat hamsafaR meRi
wohi haR waqaT sochooN per kisi ki yaad ka pahRa
wohi din raat ka jalna mohabat hamsafaR meRi