Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
barhi jaldi realized kita aay tusi ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
aur na jaganay say kia hasil?
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
acha bhai koi reply kyon nahi kar raha i want to make this thread the longest one
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
ufffo koi reply koyn nah hi karr raha
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
^ itni suba suba aap kaha aiee :p
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
shabash yeh suba hay? aur aap msn par kyon nahi ho?
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
^ mai apni nahi aap ke baat kar raha hoon
aap k lyiay to yea suba he hay na ![]()
is waqat mai university mai hoon ayr yaha par MSN allow nahi hay ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
hahah han woh aaj may jaldi uth gai thi na acha universtiy may bhi internet say chipkay baithay ho aap shabash kafi mulk ka naam roshan karogay aap:p aur haan aap hansay abhi jo may nay karnama kia hay us par woh email wali baat par?
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
aaj suraj kidher say nikla hay k aap itni jalti uth giee ![]()
haan coz aaj kal university mai karnay ko kuch nahi hota its Summer na
ayr na he class thi so mai to bas esay he university aya tha coz ab adat jo hay university anay ke ![]()
mai pagal hoon jo hansoon ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
hahahah
aaj shaid suraj mashriq hi say nikla tha :p
hahaha waisay may to kafi hansi hoon hahahah
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
shied nahi yaqeenan ![]()
pagal to hastay he rehtay hian ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
hahaha nahi bhai agar yeh baat koi sahi insan sunay to us ko hansi hi ai gi paglon ko nahi ai gi jaisay kay aap ko nahi ai :P
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
hahahahahahahaha ![]()
check e-mail ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
hahaha han check kar rahi hoon pata hay abhi tak mujhey hansi aa rahi hay hahaha
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
^ sorry let me try again
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
okay
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
^ dont reply me at yahoo walay ID oki
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
oh no wahan may nay reply kia aur woh kisi aur ko send ho gaya:(
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
nahi mila to mujayhe hay liken us walay ID par aap reply mat karoo
coz us mai bohat zaida e-mails ati hain some time mai bagiar check kyiay del kar daita hoon to shied us mai aap ke e-mail b del ho jaiay
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
kahi reply all ko to press nahi kiya tha ![]()