Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
throw the neighbours cat on top of him ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
throw the neighbours cat on top of him ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
haha and what should we do if the neighbours dont have any cat
IS BHAI agar may chat say chalang lagaongi to aap bhi lagao gay :p
aur may nay to misal di hay kay friends may dekha hay family may dekha hay yeh misal nahi to aur kia hay
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
dont live in a neighborhood where the neighbours dont even have a cat :halo:
move out ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
to phir kuta try kar ligiay ga ![]()
shied mai b laga he doon
mai nay b family mai daikha hay
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
shabash shabash
sorry i dont like those neighbours who have cats
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
and what if they dont have dog?
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
then phir ghar mai agar koi kid ho 3 sall tak ka to usay bistar tak puncha diya jaiay
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
aur agar kid bhi na ho to phir?
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
phir aap khud room mai punch jaian ayr takyia larhaiee ke tayari start kar dian ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
pillow fights rock
![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
yup ![]()
wesay bohat maza ata hay liken sara maza us waqat khatam ho jata hay jab ami ko pata chalta hay ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
i thought you said you didn’t tung your ammi ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
when i said that ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
kaha to tha koi pichlay thread main ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
kia howa hay aap ke ankhoo ko ![]()
lagta aay kuch pay gia aay aina vich ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
no… i think you suffer from selective memory recall ![]()
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
yup
wesay meri memry thorhi bohat weak to hay he
liken itni b nahi hay ![]()
PS:- u have almost done only 38 more to go
go sister go u can do it
Re: kisi ko jaganay kay tareeqay
aaj hi karloon kia? the time in london now is 23:11… shall i do it before 2nd july 05??