kisi ko jaganay kay tareeqay

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

oh hahha on : PUT SOX on theer nose
it will really work haha

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

^ try dirty sox..:D

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

sorry..umfin went wrong..:(

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

:rolleyes:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

i meant that.

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

hahahaha
so what was ur reaction did u show that u are angry or just kept quite?

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

ofcourse angry..mere friend ne jaage tv off kiya or aa ke phir se soo gayi..or main bhi..:hehe: jab uthe tab hamne apna gussa nikala tha..:smiley: u really can piss people off wid sumfin like this..

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

so did i..dirty sox r just more effective..:smiley:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

and wo koon hay :wink:
i m sure k mai aap ka dushman nahi hon :smiley:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

haha.. abhi to koi nahi hai.. lekin ab to sab ko pata chal gaya hai ke mera dushman mat banna.. nahi to theek nahi hoga..:hehe:

aap kaise mere dushman ho sakte hain..aap to mere pyare bhai hain..:smiley:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

hahah aap logon nay apna gussa kaisay nikala tha?

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

lolz :hehe: yup kesi nay dushman ban k aap ke dirty soxs ka maza nahi chakna :smiley:

wo to mein hoon he liken some time bahi b dushman ban jatay hein :frowning:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

woh.. ab main kya karti.. woh toh mere uncle the naa.. main to kuch keh bhi nahi sakti thi..lekin mere friend ne itni larraayi ki..uske behen bhai bhi uske saath mil gaye..bass..main to wahan se chali gayi.. mujhse dekha nahi ja raha tha..:hehe:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

haha exactly bhaion ka kia bharosa bharosa to ham behnon par karna chahye jo kay kuch bhi ho jaye hamesha ba wafa rehti hain:p

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

mere paas dirty sox ho gaye to main nose main daloongi naa.. pehle dirty sox mil jaaye..:hehe:

haan wakayi.. bhai ko kabhi kabhi dushman ban jaate hain.. :bummer: lekin tum us hadd tak aana mat..:smiley:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

kaun bewafa rehte hain..? behen ke bhai..?

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

haha:hehe: woh becharay bhi baad may pachta rahay hongay kay akhir qawali kyon sunnaay ka khyal aya tha mera zehan may haha
aur han Lay -D Honey i have replied to ur post in my thread so plz do reply to my post

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

eh which post do u mean..? :konfused:

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

may keh rahi hoon kay bhai bay wafa aur behnain bawafa hoti hain

Re: kisi ko jaganay kay tareeqay

Acha..??? theek hai..