kisi kay dil ka haal suna......

Re: kisi kay dil ka haal suna…

lol yahaN bhi shrou ho jaou mamoo jee :smokin:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

Lao Khala :smokin:…bhari hovee hay na…

Re: kisi kay dil ka haal suna......

nahee abb nahee bharri huwi, warna tum poora din behki behki batay kartay ho ...:p

Re: kisi kay dil ka haal suna…

Mairi bahki bahki baatoo’n say tumhain kiya Takleef hay :bailan:

Re: kisi kay dil ka haal suna......

bahki bahki batouN kay darmiyaaN behan aur dost ka farq bhool jatay ho :p

Re: kisi kay dil ka haal suna......

^btw main Dost he banata hoon bahan naheen ... :P

Re: kisi kay dil ka haal suna…

ya’ni kay behki behki baat karnay say baaz nahee ana :smack:

Re: kisi kay dil ka haal suna......

Araay sahi to kah raha hoon.......u can share everything with a FRIEND but not with siso ..

Re: kisi kay dil ka haal suna…

lol, shabash chalou phir aik adud tasweer tou wakahou :smokin:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

^yahan :eek:

Re: kisi kay dil ka haal suna......

jahaN marzeee....uff ho yeh aankhey q phaar rahay ho !!

Re: kisi kay dil ka haal suna......

Is liya agar yaha pic wikhai to LINE lag jaeygee Larkiyoo'n ki ;)

Re: kisi kay dil ka haal suna…

itni khush fehmiyaaN :hoonh:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

^kiya Karoo’n ALLAH nay shakal hi aisi di hay ..ALLAH ka karam hay :blush:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

haye sadqay jaouN, shakal hi kaffi nahee hotti…kuch adateiN bhi achee houn chahyeh …kiya samjhay :smokin:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

ALLAH ka karam hay Aadatain bhi achchi hain :smooth:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

masha’allah package bura nahee ya’ni kay :smokin:

Re: kisi kay dil ka haal suna…

phir kiya khayal hay:smokin:

Re: kisi kay dil ka haal suna......

aap nay tou dil ki baat keh daali!

Re: kisi kay dil ka haal suna…

ooooooo
ders sum flirting going on:wub: