Re: Kis Kis ne COKE pini hay ![]()
oops! wife ko maiN uske maayeke se byaah kar laanaa hii bhool gayaa!
chalo, koii gal nahiiN … vo nahiiN aur sahii aur nahiiN to tu sahii! ![]()
**Disclaimer: **yeh moHaavarah hai is liye is meN jo ‘TU’ kaa lafz aayaa hai vo majbooran aayaa hai ![]()
kiuN nahiiN shobhaa detaa? u kaa agar naam Shobha hotaa to maiN maan bhii letaa u kii baat ![]()