Re: -- Kia ? ...
Kehti hain kay : Aap kay Ghorrnay say aati hay ham ko sharam Sab samjhtay hain dil-e-beemar ashiq hay UNN ka :s
ufff kaise logon say pala para hay app ka........ab us ko ghoor k bolyay ga "lerki ghar mein baap bhai nahi hain kiya".........uff yeh din bhi daikhna tha mujh bourhi nay ......ab khair say lerkiyan lerkoon ko balkay bourhoon ko "chairain" gin tobah tobah