...Kia Zamana Aa Gaya Hai...

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Nothing :blush:

I am too lazy too cook :bummer: I am eating the snacks mom made for me and for lunch, I am eating at restaurants and ordering pizzas etc. :halo:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

pait khurab hojayga bahir ka khana khane se :bailan: phir O.R.S peete rahoge :stuck_out_tongue:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Ammi ney kaha tha k beta agar roz bahar sey khaao gey tou lussi zaroor bana kar peena, kahin garmi na ho jaye :nono:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Bathroom saaf kiaa keh nahin??

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Nahi, aur na hi karney ka program hai :disgust:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

hai i’m so sorry :hug: mein dho doon :blush:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Naa karo …:hoonh:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Arey, tum aisay kaam thori karo gee :hug: Mujhe aa kar company dey do :blush: Yeh safaayi waley kaam HH kar ley gee.

Goliko Jab tumhari ammi ghar par nahi hotin, tou bathroom tum saaf kartey ho na :rotato:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

munna bara ho raha hai :teary2:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Nahin jabb woh gharr perr hotee hain…tab bhee mein unn ki help zaroor kartaa houn…i am not as lazy as other ppl are here…

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

You are good :k: Shame on Kino :disgust:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

ya ankhey kis ko dehka rhey app ??? :halo:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Sab ko, jo utlti seedhi baatein kar rahey hain :hoonh:

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

aur mey ney kab ulti sydhee battin ki hey :halo: