...Kia Zamana Aa Gaya Hai...

Re: …Kia Zamana Aa Gaya Hai…

Mujhe nahi pata, mujhe shaadi karni hai :crying: Woh bhi jald sey jald :grumpy:

Ya phir Pakistaniyon, mujhe aik jawan aur khoobsoorat si maasi export kar do :teary1: Kaam agar na bhi karna aaya tou hum mil jul kar karna seekh lengey :blush: