kia ONLINE LOVE aisaa bhii hotaa hai?

Re: kia ONLINE LOVE aisaa bhii hotaa hai?

ab yeh bhi to socheN k is aurat ke fone ke US taraf koi aisaa hii banda bhii to ho saktaa hai…khetoN meN kaam kartaa huaa student ban kar?

ab agar love shove ho jaaye to perfect match huaa na? :hmmm: