Zaroori nahi kay siraf khoobsoorat log hi badmizaaj aur badikhlaak aur...etc hon Taleem, tehzeeb and way of talking and dealing with other people also matter. Ap ke bolnay ka andaaz logon ke saath handling se hi ap ki shkhsiyat banti hai, zaahiri khoobsorati ya badsoorati ko saamnay rakhnay ka koi faaida hi nahi hai specially jab muamla shadi ka ho to.
Shadi wala kaam mature mind kay saath karna zaroori hai taakay ap ko pata ho kay apnay liye kis tarha kay life partner ko choose karna hai jo ap kay saath practical life main move kar sakay.
Bohat Hi zabardast baat kahi aap nain. Masha Allah.
Exactly Heera...X................Who is heera?................I Shine like Heera.......zabardast naam hai.