KIa DOst KO Udhar Deyna Chaye ya nahi

Re: KIa DOst KO Udhar Deyna Chaye ya nahi

omg mujhe laga tum pooch rahi ho ke “kya dost ko kisi aur ko udhar pe dena chahiye” hahahahahahahaha

ok back to your original question.

depend karta hai agar bechara zaroorat mand hai tou de dena chahiye. if possible ho tou udhaar de ker uska baar baar wapis na maanga jaye agar dost khud de day tou theek warna yeh soch liya jaye ke uska kaam hogaya yehi kaafi hai.

doosri taraf yeh koshish karni chahiye ke dost ki koi madad kar sako ke usay udhar mangne ki zaroorat na pare.