Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

You are better than those:

ya nahla-a da-e , ya nahla-a chaar bha-e

Re: Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

yep liya hai uz i gotta go to uni ... and nope i'm not scared of water and na hi namak se banahun or paani or keera hun

Re: Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

yep
and im still cold

Re: Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

:yawn:

Re: Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

Yeh sab har roz nahaana un logongki baat hain jine khud paanee kuense khinchana nahi lagataa.

Re: Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

jee aaj friday tha.mieb friday ke friday shower leti hoon.

Yes i took shower today morning coz

  • Jummah tha
  • kissi ke ghar jaana tha
  • aaj laina hi tha. last two days nahin liya na :wink:

I am not afraid of nalkay ka paani but i hesitate going in sea water.
namak ki nahin banni, baraf (ice) ki baani hoon.
kiya aap daryaiee ghorray hein ??? :hmmm:

LOL.

Re: Kia aaj aap nay shower leeya hay ?

i took a shower :smooth: