Khwabon ka Shahzada Gulfaam

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

muqa bhai, what was the tragedy in your childhood? was that love affair?

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

Desis can present it more romantically :smiley:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

sab bata doon.. apne hath per katwa doon :snooty:

No its not love shove yaar. Its just observation of break-up of some nearest relationships that made me realise Matti k insanon ke rishte bhi matti main milne wale hote hain.. :halo:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

any one died in your family?

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

someone died jeete ji.. jaisa filmon main hota, ho raha hai bilkul wo… zoobi zoobi :halo:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

:konfused:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

beja tajassus gunah hai.. ye main nahin kehta Quran main likha hai

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

to app bata dain. ham tajasus nahi kartay.

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

aap jaan kar kia karenge.. aap ko to Sapno ki Rajkumari mil gai na?

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

muqa bhai: ham nay kabhi sapnay nahi dekhay. hamari zindagi aik khuli kitab hia. ham nay achay aur buray dono waqt dkehay hain. ham nay apni zindagi kay faisaly aqal say kiyey hain. jazbaat ko hamesha rook kar rakha hai. hamari nazar main aik acha bhala khandan, sharafat, taleem aur neek log hi ahmiat rakhtay hain.

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

^ Minjanaib: Janab Altaf Hussain Bhai saheb :hehe:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

jadded zamany main beazzati kaisay ki jatay hai, koi app say seekhay. :hoonh:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

:hug: never ever thought of this. aap to hamare paRosi hain aur paRosiyon k baRe haqooq hain… :slight_smile:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

Jab pata chal jai I kya hua tha Bachpan mei tu mujhe bhi bta dena

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

kis ke STA ke bachpan main?

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

app kay bachpan ki baat horahi hia. :faizy:

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

Maine to bata dia.. aqalmand ki ishara kafi hai…

waise STA, have you ever meet a girl who considered you as her ideal?

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

yeh to app un larkion say pochain, mujhay kiya pata. waisy larkiyan want me badly, but i never lift karaing to them.

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

:eek: as if you are new suit of sapna sitara collection

Re: Khwabon ka Shahzada Gulfaam

I dont know, I am just cool guy therefore they stalk me a lot. :hmmm: