KhUwaab ..

Re: KhUwaab ..

Or rahi baat ammi ki tu meri ammi salamat hain abhi ALLAH unhey salamat hi rakhY Ameen ..
mamba tum bhi na ..:bash: bohot maron gi :devil:

Re: KhUwaab ..

aray meri jaaN, ghar lanay ke liye tua maiN tayyar hooN. Barat kab le kar awoN? :blush:

n yaar Allah aap ki ammi aur sari family ko salamat rakhay. laikin tang tau wo aapse ab bhi hongi hi. itna tau maiN bhi jaan gaya hooN aap ko. :snooty:

Re: KhUwaab ..

isi Month ajao na baraat lay kar ..:p

Or jab ap itna jaan hi chuky ho mujhY tu der kis baat ki jaan ...:D