^^^ Khumar @ her best ^^^

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

:femmefatale:hamara muzakar aap nahi ho saktay:naraz:
humein eteraaz hai…

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

aji hum kaya hamaari aouqaat kaya… waisy bhi hamara dimaagh abhi intaa kharaab nahin hova :rotfl:

ye to ghazal rizvi sahibaa nain farmaya tha

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

logon yahaan par asaan urdu main baat nahi ho sakti kya:smack:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

K337 apan mazakker khud rakhey gi chacho ji

bewaqof tu may nay peyar may kaha hey app ko bhe khey doon

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

ok m out… :waves:

cease fire…
baaqi kisi aur waqt…

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^


phir theek hai

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

:hmmm:

is pooray dhaagay ko baghor padhnay ke baad hum is nateejay pe puhanchay hain ke muazzaa arakeen-e-gupshup aik la pata murghay ka khoj laganay ki koshish kar rahain hain. jis kisi sahib ya sahiba ko murghay ki mojoda araam gah ka pata ho wo iss dhagay main aa kay ahbaab ko muta’a karain. Shukriya

:snooty:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

bhaai maan gai aap ki quwwat-e-mutaaleya ko :clap:

ye water cooler aap ka hova

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

:cb:hum bhi oi jawab dein
murga murgi ka bhai hota hai:cb:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

:clown: ye water cooler aap murghay ki itlaa’ dainay walay kay liye rakh lain :snooty:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

this.. murGhi is … sounding very hee seskey te jawaan .. :desimunda:

awaara bhi lagay hay beeru :smokin: hmmmmm ..

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

Oye Hoye, look who’s here :faizy:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

confused ghora so giya tha.. main abhi uski bike lay kar nikal aaya hoon thori dair ke liyay.. ziyada shor matt kar yaar.. khamokhaan wo seskey murghi abhi aa jayegi .. paQaaaaaaQ ..

dekhna, sheesha maangay gi abhi .. :D

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

Bey shakk doRa diya jee hum, bey shakk :hehe:

PS - Murgi so gayi hai andey de ke!

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

miyaan, kamal ki hadd to ye hay ke .. abhi ja kar ghayib hoonga aur aa maujood hoga/hogi..

kukkaR te murgi..

zabaan say raal tapking niyammm niyammm niyammm.. moonh chalaaying fried ho ke boil...

ahhhhhhhhhh... kiya maza aayega lemon sauce aur garlic sprinkle karkay yogurt main bbq karnay ka ..

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

Hahaha :omg:…Aur aik doosri Thread mai Sunny tha jo mujh se pooch raha tha ke Kukri skin ke saath lo gey ya skin ke baghair, ab main kya boloo…Cafe hai, banda jawab bhi de to sab kuch dekh ke :hehe:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

ab sab kuch dekh ke jawaab detay ho? hawww.. shame shame..

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

:konfused:

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

Dekha, jawab bhi de diya. Jisey pata chalna tha, ussko pata bhi chal gaya aur zyaada logoN ko shakk bhi nahi hua ;)

Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^

khumar:omg: