Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^
jee pehli baat. it’s mohtarma. doosri baat, jee mujhe is baat ka pura ilm hai keh asal spelling aik haay kay saath hoti hain, par mainay murgi, haay kay baghair kisi wajoohat par likha hai, aur un wajoohat par main jaana nahin chahti. teesri baat jee mujhe to maloom nahin murgha kahan hain, kahin murgHi kay peechay baang laga raha ho
hum shuru zaroor kartay hain, par phir bore ho jatay hain
jee aap nay kya farmaya? ![]()
thanks for the tip ![]()