Re: ^^^ Khumar @ her best ^^^
murgi sahib/a agar tabiyyat par giraan naan guzray to aik aadh sifaarish karni thi humain…
pehli baat aap nain murghi kay spelling ghalat likhay hain… aik H ki aap dandi maar gai/n
doosri baat mohtaram murghaa sahib ka kaya gala kharaab hai? jab say diyaar-e-ghair main qadam rakhaa hai unn ki ba-barkat awaaz sunany ko nahin milli ![]()