► Khulla Tazad - Ladies Frist ◄

Re: ► Khulla Tazad - Ladies Frist ◄

:bizz:
Aaj subah he bus main jhaar pari hay :teary2:
main nay aik lady ko seat di aur khara ho gia, bus main rush buhat tha aur main dhakka lagnay par ghalti say uss 85 Kg key aurat say touch ho gia tou mujhay woh sunaeen kah maira dil khush ho gia aur main tobah karli kah aainda agar kissi aurata ko seat di :aj: :frusty: