Re: Khatam Quran and Darood Shareef for Nikami Ji's Father !
Allah subki koshish o kawish ko qabool farmaey - Amin
Re: Khatam Quran and Darood Shareef for Nikami Ji's Father !
Allah subki koshish o kawish ko qabool farmaey - Amin
ameen.
ameen.
SumAmeen
Re: Khatam Quran and Darood Shareef for Nikami Ji's Father !
Alfaaz dukh ka madawa nahee ker saktay, aur yaqeenan is naqabil e talafi nuqsaan ka izala namumkin hai. Allah say dua yehi hai keh aap aur aap kee family jald az jald is andohnaak gham say bahar aayen, aur walid e mohtarm kee woh yaadain jo keh aap kee zindagi ka sunheri khazana hain aap kay honton per muskaan bikhairnay ka baes banay.
Allah yaqeenan unkay darajaat bohat buland farmaye ga. Insha Allah.
Shukriya, but i have already assign Para -21 to Ambassador1. **any confussion **Ambassador1 ?
That's him.
Re: Khatam Quran and Darood Shareef for Nikami Ji's Father !
Thanks ka lufz enough nahi hai sab k leay use karna jo ap sab ne me k abu k leay kia U all are great. aur is k ilawa aur kia kahoon k ap seb ne jo me k abu k leay kia i have to find some word for every one to say thanks :( :( God Bless U all and your families ap sab meri dua'ooN main rahin gain InshAllah all the time
Yes Bholay Bisray, I do have that confusion. Did you assign it to me or did you not? I read it anyway on the 27th of Ramzan.
Shukriya, but i have already assign Para -21 to Ambassador1. **any confussion **Ambassador1 ?
Re: Khatam Quran and Darood Shareef for Nikami Ji's Father !
ALLAH PAK Sab Ki dua'ain Qubool Farma'ey ( Aameen )