Re: khandaan-e-gupistan
kis kushi main? ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
Oh phir to aap ne khub maze kiye…
Mene to itna aram kiya he ke (kamar ka haal aap mat puchein) :nahnah:
Thanks ..hehe
Re: khandaan-e-gupistan
![]()
haan mazza aya to tha… lekin ab pachta rahi hoon ![]()
Nayab kaisi hain? Hi kehdena unhain meri tarraf se… ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
Koi baat nehi sis kabhi kabhi aisa hota he…
Nayab theek he..kaam kar rahi he..
Jee zaroor keh dongi abhi boss ke pass gay he wapis aye gi to keh dongi..![]()
Re: khandaan-e-gupistan
Thanks ![]()
Aur sunaye… koi nayi taazi?
Re: khandaan-e-gupistan
Sis aap ki engagement hogay he aur aap ne bataya bhi nehi ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
arey computer to tha ghar shift kiya tha na to computer sath nahin lay gaya tha
ab agaya hai bus net bahut slow hai ![]()
Hafti ab mano mut tum ![]()
brbbbbbbbb
Re: khandaan-e-gupistan
Oh acha acha…![]()
Ok
Re: khandaan-e-gupistan
jee nahi D^M phirse baatain banane laga hai ![]()
unki mat suniyega… bahut jhootay hain ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
pehle mera naam sahi se lo
… phir mangni ki baat kartay hain ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
Oh to ye baat he…
Mujhe laga aap ne bataya nehi..hehe
Re: khandaan-e-gupistan
ye kaise ho sakta hai k meri baat pakki hojaye aur aap ko pata na ho :halo:
Re: khandaan-e-gupistan
jee jee btw nayabish tumhari sachi muchi ki sis hai ?
Hafsaaaa : main aur batain bana ne laga sahi hai bhei sach karwa hota hai ![]()
sahi se lay liya naam ab sach sach bata do ![]()
chul mulli tum mera yakeen nahin kar rahi ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
acha sach sach batati hoon… naahi main SB ka naashta banati hoon
na meri mangni huwi hai ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
… :rotato: … ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
yeh sab pehle bata deti to tumhari mangni nahin karani parti na ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
karani ki koi zarurat nahi
maine shaadi karni hi nahi hai ![]()
PS - kia haal chaal hain bhaisaab?
Re: khandaan-e-gupistan
na karo meri bala se ![]()
shuker hai Allah ka thek thak hon aap sunao kaisi ho ![]()
brbbbbbbb main chala kaam par gaya hai thora