khandaan-e-gupistan

Re: khandaan-e-gupistan

:eek: wakay main??/

nayabo baji… lagta hai aap aur main aaj kal sab ko naraz kar k chod dete hain :bummer:

Re: khandaan-e-gupistan

asye hee

Re: khandaan-e-gupistan

Laghta to kuch esha hi haiN…wese naraaz to woh ho nahin sakhteiN…itna mujhe pata haiN!

Nahin sis ye baat nahiN haiN…bas ajkal hum dono ko kohi sehi tarha samajh hi nahin raha…isliye baat baat par naraaz ho jahteiN haiN…ab ismaiN humhari kia ghalti!

Re: khandaan-e-gupistan

yehi baat hai na… maine to warning bhi dedi thi apne siganture main - phir bhi logh nahin samajhtain :bummer:

Re: khandaan-e-gupistan

hum samajeenay ke kisse ko zaroort bhi nahi hia n jee
aor wade wade philosophyen na parho bachoon ko :smiley: wasye hasfa is nani she knows better nanii jee kassee han app

Re: khandaan-e-gupistan

you’re going senile in your old age :hoonh:

Re: khandaan-e-gupistan

arye yaar abhi to may nanaa muna bachah on kion pichye parr gaye hoo

Re: khandaan-e-gupistan

peechay to tum pargaye the…

main to nanna munna rahi hoon

Re: khandaan-e-gupistan

acha ba may nay jana hia aor basss jo tum ho wo tum aor jo may hoon wo may now its balance ab kuch na khana ok TC
AH

Re: khandaan-e-gupistan

^^ yeh kaise ho sakta hai k main kuch na kahoon

kam se kam bye to karlene do :wave: tc, Allah Hafiz…

Re: khandaan-e-gupistan

It’s ok :kiss:

Re: khandaan-e-gupistan

:confused:

Re: khandaan-e-gupistan

kia hai :hoonh:

Re: khandaan-e-gupistan

Kuj Nai Jeeee :wink:

Re: khandaan-e-gupistan

phir ultay seedhay moonh kiun banarahe ho :snooty:

Re: khandaan-e-gupistan

Kia Karooon Subah Say Nahi banaye Thay … Is leye :hehe:

Re: khandaan-e-gupistan

hmm… so how was your breakfast? or are you still waiting to have it?

Re: khandaan-e-gupistan

Nahi I went to Sainsbury … And Took some Croassiant :hehe:

Aur abhi tak wohi Kha raha hoon .. just finished my 3rd Tea :smiley:

Re: khandaan-e-gupistan

:eek: 3rd…

i can’t even drink one in the space of a month…

Re: khandaan-e-gupistan

Tumhara Stomach Chota Ho ga is leye :hehe:

Aur Kia Karoon Subah Say garmi itni Hai kay Kahi jaanay ko dil nahi kar raha tha

So I bought Croassiant And Some Mushroom And Cream Soup :yum:

So subah say one Packet ( Almost 10 Crossaint ) khatam Kar Chika Hoon :hehe: