Re: khandaan-e-gupistan
yeh kia battameezi hai? koi chhuti bhi refuse karta hai kia??? ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
:nono: bhaand aunty ko phone lagaying…
Re: khandaan-e-gupistan
mai nai nahi karni chuti agar mai nay chuti kar lee to meray postian kesay karoon ga ayr agar mai nay postien na ke to meri No of Posts kesay increase hoon ge ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
posting karni hai to naya thread kholkar mujhe mubarki do ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
dont worry na i will open INSHALLAH
liken abi apa ke 29 baqi hain na
Re: khandaan-e-gupistan
only 10 more to go
Re: khandaan-e-gupistan
mujhe pura 1.5 saal lag gaye ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
koi gal nahi hay
ab to MASHALLAH say aap ke kafi taiz speed hay kahi aap baar baar speed movie to nahi daikh rahi aaj kal ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
kidzzz ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
nahi yaar… just a busy life ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
what about us? :halo:
Re: khandaan-e-gupistan
achi baat hay na
banday ko bz he rehna chiay kesi na kesi kaam main
Re: khandaan-e-gupistan
ji uncle :hola:
Re: khandaan-e-gupistan
bacteria ![]()
Re: khandaan-e-gupistan
^^ kha lain aap