khandaan-e-gupistan

Re: khandaan-e-gupistan

Ahooo yaaar .. Tum nay to aaram Say East London ka naam Lay Deya ..

Mujhay Pata hai .. meray pay kia Guzri Thi … Woh to Shukar hai Meray paas Mineral Water Ki Bottle Thi .. Nahi to aaj wesay Bhi GP Off hota Hai ..

Aur Walk-In centre Main jana nahi Chahta , Kiu kay Waha par nursay achi nahi hoti :hehe: