khana....

Re: khana…

mujhe kuch kha? :hoonh:

Re: khana…

udher pan ki dukaan
kidher hai mera makaan?:hoonh:

Re: khana…

haan maine kah ahi ab chup ker keh behto,:grumpy:

Re: khana…

meri tou nahi sunti :grumpy:

Re: khana…

mai q chup karoon khud karo zaida shok hai tou :snooty:

Re: khana…

PM ker kay betaoo :blush:

Re: khana…

kab mujhe kuch sunaya :snooty:

Re: khana…

mere saat kyun ab lar rehai ho
maine larne seh mana kiya aur ulta mere saat larai ker rehai ho
:naraz:

Re: khana…

sunaoon phir :wink:

Re: khana…

nahi karna tha phir mana :snooty:

Re: khana…

mera thread hai mai jisko marzi mana keroun:snooty:

Re: khana…

suna lo :blush:

Re: khana…

jaan lewaa bhaag gya. unki ammi a gayeen theen marnay. :halo:

Re: khana…

bewafa singdil herjai :hoonh: :naraz:

Re: khana…

maine kab tumse wafa kah wada kiya tha

Re: khana…

khuwaab mai tum hi nay to wada kia tha :naraz:

Re: khana…

agar khwaab mai dekha tha toh phir mai nehi thi, voh bhootni thi meri shakal leh ker tumhaare paas aie thi

Re: khana…

:hehe:

Re: khana…

:hehe:
bhootni kia mai tumhay bhoot lagta hoo k bhootni ko khuwaab mai dekhoo ga :naraz:

Re: khana…

:omg: