khalis Urdu boliyeye?

Re: khalis Urdu boliyeye?

yeh wahid sher hai jo mujhay thora bhut yaad hai (werna junoon k Iqbal he hum ko sirf sahir banata hai :hehe:)

yeh kuch yoon hai

agha apni maut say koe bashar nahi
samaaan soo baras ka hai paal ke khaber nahi :slight_smile: