Khali Kashkol

Re: Khali Kashkol

lekin log her bahane ko majboori ka naam dete hain… kisi ek se muhabbat karke dosre ka ghar basane wali laRki bhi ‘Maa baap ki izzat’ ko apni majboori kehti hai.. koi pooche itni majboori thi to uss ghareeb ko ishq ke maidaan main ghaseeta hi kiyun tha?