Re: Khala Churail …
u r 100% right!
Yeh mujhe mere husband ko choohe maar dawai wale parathay khilane ko kah rahe hain…doosre thread mein!![]()
Re: Khala Churail …
u r 100% right!
Yeh mujhe mere husband ko choohe maar dawai wale parathay khilane ko kah rahe hain…doosre thread mein!![]()
Re: Khala Churail …
Nahi … Main Jald he Prooooof kar doon ga … Bas Koi Bechara Mil jaye ab ![]()
P.S. CB : ok neela tootha nahi to Kala Tootha chalay ga ![]()
Re: Khala Churail …
is ki →
mein choohay maar dawai daal du ![]()
SunnyBoy: CB say pungga soch kar laina ![]()
Re: Khala Churail …
CB ![]()
main tumharay FAG main Billi maar Dawai Daaal doon ga ![]()
Re: Khala Churail .....
wo toh mein nae aur pk 786 nae kab ki daal di hai per yeh khate nahi hain! aap hi koshish kero k yeh kha lain!
Re: Khala Churail …
mujhay Shaq tha .. is leye woh Parathay main nai tum dono k leye Rakh leye hai ![]()
CB : Tay Panga Never Changa ![]()
Re: Khala Churail …
ab hum chaltay hain ![]()
bakra roast honay per awaz maar daina ![]()
and be aware of any sort of pungga… ![]()
Re: Khala Churail …
theeeek hai .. main Saara Roast Kha kar tumhain Bata Doon Ga ![]()
Re: Khala Churail …
bachpan say hi nadeeday ho
khaa lo saara roast. phir ENO aur Haajmoola per guzaara karna :halo:
![]()
Re: Khala Churail …
I do0n neeeeeeeeeed ENO … i will hav Chinese Gin Sing Tea ![]()
Re: Khala Churail …
phir mujhey nai pata k aap kay saath kia honay walaa hai
Allah per bharosa karo :hinna:
gotta go now ![]()
nai tay office waalay maira hi roast kar dein gey ![]()
Re: Khala Churail …
Mere munh ki baat cheen li aap nae!!![]()
Re: Khala Churail …
![]()
Re: Khala Churail …
![]()
Tum apna Mou Band he rakho ![]()
Re: Khala Churail .....
lo mein nae khola hi kab thaaa jo aap band kerwa rahe ho...mein abhi ja ker unhain batati hun k mujhe SB nae mujhe yeh kaha hai!!! Wo pooch lain ge aap ko!
Re: Khala Churail …
us Becharay ko kia pata … woh to Khush ho ga ![]()
Re: Khala Churail .....
khair uun ki khushi ki toh baat hi na na kero aap!
zahir hai....aap wo aap se toh khush hone se rahe!
Re: Khala Churail …
![]()
ab tumhain kia pata ![]()
Re: Khala Churail .....
mujhe sab pata hai..aap ko kya pata hai??
Re: Khala Churail …
Haaaaan mujhay to kuj ve nai pata ![]()