Kash *my favs again*

Re: Kash my favs again

Kash aaj aissa bhi hota, main teri tu mera hota
Jitni kareeb thi main tere kash tu bi utna hi kareeb hota

**R u really mean it ????????

** Tu to saaf He keh jate jate kash main tere naseeb main hota
Ye sun kar main bhi dabba kar keh gayi kash ye naseeb mera hota

Wiasaay woo kah to nahii sakta , but if u r saying thn we can believe it
Pae mein us say confirm karooh gaaa

Ek humdard ne pouch hi lia akhir iss kash ka matlab
muskura kar keh dia, Kash mere pass iss kash ka jawab hota:p

*thats nice one tht * kay kash ka mutlab nahii hai app kay pass , Par us kay pass to haii naaa , yaa nahii