Re: Kash koi mere ghar
maiN HaRappa aur Mohin jo DaRo kee anjaaN raahooN aur Ajnabi pag dandiyoN par baseraa karnaY waali chuRailoN aur bhatakti roohoN kaY ta’aqub maiN shaam kee gehri siyaaH badliyoN kee hawaaoN kee qasam khaa kar kehtaa hooN
kay maiN safaai wala naheeN hooN ![]()