-- Karachi ...

Re: – Karachi …

wa wa wahh… yani bajai koi mashwara dainay kay, khud hi farmaishi program shuroo kardia… baqol Salloo Baba Hadd kardi aap nay …

yeh nai keh saktay thay wahan meray Khaloo ki begam rehti hain, unn kay ghar chalay jaana, wahan araam karna Biryani and Haleem khana … :naraz: