hain? apun to ek dum naya hai yahan pe… pata nahin sab is galatfehmi mein kyun mubtala hain ![]()
by the way… IF you still think i am an old user… what is my old nick then? Plzzzzzzz… don’t say I’m janwar or insan ![]()
hain? apun to ek dum naya hai yahan pe… pata nahin sab is galatfehmi mein kyun mubtala hain ![]()
by the way… IF you still think i am an old user… what is my old nick then? Plzzzzzzz… don’t say I’m janwar or insan ![]()
ab koi maney ga hi nahi ke wo Karachi ka hai ![]()
dodo keemari say manoray k liyay buss nahien kashti ki zaroorat hai .. baray ayay karachi mein rehnay walay ![]()
hahahahaa
good one!!! Even though I am from karachi, I don’t seem to know the answers..!! i will try anyways..
aisa is liye kehte hain..kyon kay Gulshan-e-iqbal itna mashoor hai..kay her koi waheen se hota hai.. and we expect others to know what we are talking about when we say GULSHAN..!!
North Nazimabad!!
there used to be south nazimabad lekin karachi walay as usual humesha come up with new names..so they might have changed SOUTH NAZIMABAD TO SOMETHING ELSE..may be NEW KARACHI..
ya aisa kuch
Kimaari say Minnora…kaunsi bus jati hai?..aap jis main bhi beth jayen.. thore se paisay dain aur woh aap ko waheen le jaye ga ![]()
churail thee yar.. sara kaam karta thaa. tabh bhi she used to think dat i copied from my friend!!
she was one of those weird math teacher who look more like MASI!! ![]()
Mohtarma, main tu karachi main rehta hi nahi ![]()
main souch raha hoon janey se pehlye saari information le loon ![]()
Karachi main kitni Beaches hain waisay ? wahan per Baywatch hoti hai ?
^ baysharam, pakistan mein baywatch nahien hota.. wahan sirf aunties, khalas, nanis aur behnay hoti hai.. woh bhi burkay mein! ![]()
kya hoga ajjkal k nojawano ka ![]()
Thankyou ji ![]()
App tu bohat intelligent hain. Aap pehli Admi hain jinoo ne sarey jawab deye hain
**surror ji ** hain ji, yeh kaisay ho sakta hai ![]()
Baywatch nahi hoti, tu doobney waloon ko kon bachata hoga
Our agar SHAARK ka attack ho jai tu ![]()
Karachi waley Bohat bahadoor hian, lekin main bohat darpook. main tu ab sirf KT bandar se hokar wapas ajaonga ![]()
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
hmm DimaghHotaToNa has given the ans to this already i guess
is ka jawab mujhay khud nai pata ![]()
i dont know..i dont even know if theres a straight bus..hmm..
check
C_R aisa karo chullu bhar pani mein doob kar ajao. app k liyay wohee kafi rahay ga ![]()
Re: Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
Tum fail ho gai
tumhain sajjaa milay gi. BRaaBar milay gi ![]()
suroor main tu tayaar hoon, bas chullu apkey haathon ka hona chaheye ![]()
fittay moonh!
hubby agayay hai.. abb hum chaltay hai..
app martay raheay :D
AH!
^ Haan jao, Hubby ko kehna tussi barey lucky ho :Salute:
Yaar teacher ko aisa nahi kehtey ![]()
merey math ke teacher bohot achey they ![]()
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
Ye teen talwaar kis na banaya tha ? our iska maqsad kia tha ![]()
Karachi main larkeyoon ke mashoor kaalij kon kon se hain, our wahaan konsi bus jaati hai ![]()
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
[quote]
Merey Sawaaloon ka jawaab do
Jisko jawab nahi ata usko sazaa miley gi
[/quote]
karachi waloon ko dhamkee dainay ki dobara ghalte nahi kerna werna bomb blast kerna baain hath ka khayl hay * snooty *
Questions
[quote]
1. Gulshan-e-Iqbal ko sirf 'gulshan' keyoon kehtey hain. Whoever live in gulshan-e-Iqbal say main gulshan main rehta/rehti hoon Iqbaal kehtey hoey saban Ghisti hia kia ?
[/quote]
gulshan bhi hamara hay iqbal bhi hamaray hain hamree marze hum jo kahain
app kon hotay hain poochnay walay .?
[quote]
2. Like there is North Nazimabaad, why there is no south, east west Nazimabaad. Agar hai tu wahaan koi rehta keyoon nahi ?
[/quote]
is ley kay humain pata tha app jaisa ik banda zaroor yeh sawal karay ga
[quote]
3. Agar main ne KemaaRri se MinnoRra jana hoo tu konsey Number ki bus per baithna parey ga ?
[/quote]
pehlay yeh to conferm ker lain wahan koi bus jaate bhi hay ya nahi
[quote]
Telloo tello.
[/quote]
ab chup ker k patlee gaali say nikal looo
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
buhat bayizzati kharab ho gi agar bus say gaiey ![]()
At least Motor cycle - ya phirr agar four wheel ho tu achha hay ![]()
Important Important colleges, maps, short cuts, nearest restaurants etc etc
Letme see If I can find my 20 year old diary ![]()
P.S.
Kala chashma aur Gallay main (apnay) Laal roomal daalna mat bhoolna ![]()
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
yaar Gulshan-e-Iqbal ko in short mai Gulshan boltay hai . . . woh alag baat hai kay aik Gulshan hota hai jaha par khoosbOo ati hai or is gulshan mai badbOo he BadbOo ![]()
raha sawal North nazimabad ka tu mai waha rahta ho or agar kese nay apni gandi neegha us par dale tu ankhay nekal kar gooti khelo ga sumjhay ![]()
or keemari or manoora par bUs nahi jati pani kay jahaz par jana parta hai ![]()
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
code_red…jub main karachi aaongee na…phir i’l tell u the answerz…
…
'cause yey sub naam to mainey aaj tak naheen sunay…![]()
Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..
**south east and west woh sab samunder me hi
**