KARACHI walooo ! Hisaab Do ..

Re: KARACHI walooo ! Hisaab Do ..

Lakkis25- :good one :biggthumb Yaani agar main Haiderabad aoon our bus mian bethoon tu bolna parey ga Code Red 1 ticket :hehe: our bus mujhey mental hospital ke samney utaar degi

sara_87 Tum karachi A kar tu dikhao :hoonh: , main tumhain dhakkey maar maar ke nikaal doonga :bailan:

Problem Girl- hum bhi tu apkey hian na, dil-o-jaaan se … Ab aap chahe humain Code kahain ya Red, ye hum aap per chortain hain :blush:

Janwar bhai - apun bhi North Nazimabad ki bot tareef sunela ai, skanadar kartoos abhi ek mahina reh kar aya hai, bolta hai ek dam mast item hai, boley tu malayeee :yummy: magar wo bolta hai ke karachi main saley mobile chor bohat hian, jaga jaga phir rahey hotey hian :grumpy:

Uncle Stalker please find your diary and please make its digital copy scan and make pdf file. Wo mujhey send karna taakey mian apney sab friends ko send karooo, khawamkha becharey khwaar hotey phirtey hian, Unko aap ke tajurbey se faida uthana chaheye :k: