Re: Karachi waloon....
Is gunahgaar mahol main
tum chichoroN kay saamnay, kehnay kee to baAt nahin hai
per yea haqeer pur tafseer, tumhaaray gunaahoN kaa bojh laaday, namaz'e-Jumaa kay liyay rawaanaa ho rahaa hai
i will pray for you loafers
tariq bhai jaan... jaa kar apni lafzi ghalatiyoN saY bhee tauba kar lijiye gaa kiouN lafz "Pur-taqseer" hota hai Pur-tafseer naheeN. :p