Re: Karachi waloon....
Is gunahgaar mahol main
tum chichoroN kay saamnay, kehnay kee to baAt nahin hai
per yea haqeer pur tafseer, tumhaaray gunaahoN kaa bojh laaday, namaz'e-Jumaa kay liyay rawaanaa ho rahaa hai
i will pray for you loafers
agar aliyish kay gunahon ka bojh aap nay abhi tak ladda hua hai toh ghusl kar kay jaiye ga ...