Re: Karachi walon kay naam
UK mein machaar nahin. ![]()
Re: Karachi walon kay naam
UK mein machaar nahin. ![]()
Re: Karachi walon kay naam
baarish to Allah kee Rehmat hai.
Re: Karachi walon kay naam
Jee jee yahan say eik khas phone jata hai aur sara karachi kaanp uthta hai.
Re: Karachi walon kay naam
tip tip barsa pani
Uk ki wohi kahani
dhoop nikle ya barse pani
chhatri nahin bhool jani ![]()
Back to pavilion ![]()
Re: Karachi walon kay naam
tabhi jis din barish na ho, UK wale kehte hain’hey honey! lovely weather today’ ![]()
Re: Karachi walon kay naam
Tum tou germiyon ki baat kertay ho ..woh abhi aaey nahn hai theek se