Re: Karachi Meet 2005 ka aankhoan daikha Haal Toton mayn oops i mean in parts na
IREM - - - - sharam karo yaar sharam karo shikra say mil lee hum mai kiya baray baray kantay lagay howay hai kiya yaar sach mai afsos howa kay app jo karachi mai rahti hai woh hum karachi walo say aik bar bhi nahi mele . . . boohat afsos howa . . . yaqeen manay app say milnay ke tamana dil mai leyah hum waha aie tha magar app ko nah paa kar waha dil udas ho geyah oper say SHIKRA baji nay jo app ke tareef ke hai so sach mai dil or baychai ho geyah hai app ko dekhnay kay leyah so plz next meet mai u have to come sumjhi , warna im gona
Re: Karachi Meet 2005 ka aankhoan daikha Haal Toton mayn oops i mean in parts na
Janwar jazbati kyun hotay ho aur please ro to mat asal mei mein aksar logon ko naheen jaanti thee jo meet pe ayay huay thay aur isi lyay mein ne shikra aur seema se pehle hi mazrat kar lee thee is baray mein…
Shikra toh karachi baahar se aya hua tha na aur mujhay ye bhee naheen pata tha k phir mulakaat ka moqa milay ga ya nai isi lyay socha ke ja ke mil loon lekin aap log toh idhar hi ho na, inshallah kabhee bhee mulaQaat ho sakti hae aur zaroor ho gi inshallah
Re: Karachi Meet 2005 ka aankhoan daikha Haal Toton mayn oops i mean in parts na
Yeah Seema aunty…you are great. and you laugh …
Just look at the seriousness on SHIKRA BAJI`s face…
And the new MOD, MUZNA aunty… are you a teacher ???
And who is this GUPPY at the left of Haris ?
Re: Karachi Meet 2005 ka aankhoan daikha Haal Toton mayn oops i mean in parts na
Simply Seema i saw da video which u send on ma yahOo Id . . . it was a excellent covrage , n about karnama part 1 n 2 , wow i mean how could u damn sweet of u n yah now im thinking kay why dont ill make my wedding video n mixing from ur dil-fareeb hands u r simply gr8 , lub u my sweet friend