**yar main daswin bar yeh kahani sun rahi hon is liy sir nahi peet rahi:hehe: kiya woh ortain pakri gain ju aap keh rahy hain key on ki izat hi na loti hu is ne:aq:
PS: Main ny diey hoey link per click ker ky ab perh ahy wohi khabar hy main ny bhi wohi batiya na ju is main hy:lol: Farz kero agar dasa 15 sal pehly aik waqya hu hi giya tu mitti paao ab kahan se khabar ka tarsah nikla hai:smack:
**