Re: Karachi Korner
pata nahi kiu jab bhi KHI ka zikar aata hay mairay zehan maiN us altaf hussain ki tasweer aa jaati hay, and the bhatta and the borees.
Allah Karachi waluN kay haal pay reham farmaye, ameen.
There was a time people would sing:
RoshniuN ka shehar Karachi
Kiu bai taana, haaN bai baana
ab to altaf ki jageer hay sirf, :(