karachi ki shadi wid

Re: karachi ki shadi wid

chahyaiy kis ka abdulwadod ka, 301 ka ya phir Hafiz ka?? :halo:

Re: karachi ki shadi wid

Allah Allah app ney to product per pori search ki howi hai
kia 302 ka milai ga

Re: karachi ki shadi wid

301 jab expire hota hai tou woh 302 ban jata hai:p

Re: karachi ki shadi wid

aur phir jo expire 302 khalata hai us per 302 ka case ho jata hai bech kai rehna merai mamu police walai hai

Re: karachi ki shadi wid

police se bachnay ki zaroorat hi nahi:p chai paani ka band o bast kara dou unn ka ;)

Re: karachi ki shadi wid

tabyat sahi nahi lagti shayed :konfused:

Re: karachi ki shadi wid

larki walo ready raho hum arahe hain baraat le kar;)

:smokin2:

Re: karachi ki shadi wid

:cb: janwar is a larki wali

Re: karachi ki shadi wid

le jayen ge
le jayen ge
multan walay karachi le jayen ge;)

:smokin2:

Re: karachi ki shadi wid

rah jain gay

rah jain gay
sub dekhtay rah jain gay :cb:

Re: karachi ki shadi wid

niyal which side r u on?;)

Re: karachi ki shadi wid

both sides;)

Re: karachi ki shadi wid

:hoonh:

pick one :snooty:

Re: karachi ki shadi wid

ok the dhula and dhulan :p

Re: karachi ki shadi wid

theek hai phir hum dulhay walo ki side chalna;) phir jab dulhan le kar hum arahe honge we'll leave u there:p

Re: karachi ki shadi wid

zoor zoor say rooing

Re: karachi ki shadi wid

jeetna marzi chilao :snooty:

Re: karachi ki shadi wid

aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

aaaahhhhhhh aaaaaahhhhhhhh aaaaaajhhhhhhhh :crying:

Re: karachi ki shadi wid

^:konfused: kia howa ye bachi kio roo rahi hai

Re: karachi ki shadi wid

mujhay jaan lewa nay shaadi say alag ker diya hai :smiley:

abb nahin roon gi.. app jo aaa gay hain :smokin: