karachi in melbourne

Re: karachi in melbourne

:teary2: double ae double ae, jaanay do darwaaza thapthapaying aye mayi, apni chillarh sambhal ke baith ja ..kya hay bhai? hotel nahi hay jo giray ja rahay ho khawateen main… aye khali paisay nahi hain, le sambhaal! agli shtaap pe utar jaiyyo, udhar ramu juice waalay say chutta karaa ke denay ka .. nahi to kal 8 bajay double kiraaya, kiya?