Re: Karachi Guppy Meet - Sat, 19 August 2006
well now i have to write so Much ![]()
Guppy meet 19th August 2006 is a memorable event for me coz we met 2 Old n Gold guppies … Haris zubairi N Faisal Bhai *Baaqiyoo’n say maa’zrat *
Haris Zubairi…Jaisa k Naam say lagta hay kaafi aged n Old but he is very decent n goodlooking Guppy…Inhoo’n nay humain aur faisal bhia ko Aik Ghanta intizaar karvaaya laykin un guppies say achchay rahay jo aanay ka kah kar naheen aa’ey…we discuss all the issues in Pakistan n all over the world…well its nice meeting u n InshaALLAH we will meet soon :k:
Faisal Bhai…Faisal Bhai aik dafa Pizza Hut aa Kar Zamzama ka chakkar laganay ga’ey thay aur jab unhain Confirm hova kah hum pohanch chukay hain phir woh dobara tashreef la’ey…Khair Mainay socha tha k Faisal bhia say Pahli martaba mil rahay hain is liay kaafi ahtiyaat ki ja’ey … laykin jab milay tou aisa laga kah Barsoo’n ki shanasai ho…he treat us just like an elder bro…well i enjoyed alot talking with them abt the current affairs n other issues … its nice meeting u Faisal Bhai n we will be waiting for next meet InshaALLAH ![]()
**
Koidost**…Tawaqqo kay barkhilaaf is martaba mausoof buhat chahak rahay thay n i was just like
…buhat achchay bhai … i like ur style Bill Pay karnay ka
Decent^Munda…Har waqt bolnay wala ya shararti munda is meet main kaafi khamosh tha …ya shayad woh is muhavray ka namoona ban’na chahta tha * jab do barray aapas main baat kar rahay ho tou nikkay hazraat beech main naheen boltay*…Aur shoma’e Qismat yaha 2 k baja’ey 4 barray hazraat that …waisay I know u enjoyed the meet alot ![]()
**
LoOnatic**…Hasb e sabiq salad ki plate bharnay main world record torr diya…main us kay saath gaya tha salad laynay..laykin jab us ki mahirana Ada daykhi tou mujhay peechay hatt’na parra kiyun kah Log humain is tarah >------>
daikhnay lagay…khair Looni is a Barsati Maindak kiding…nice meetin g u bro ![]()
well i think i forgot to tell u abt myself
leave it…u all know me very well ![]()
for those who confirm to meet and then aisay ghaib jaisay gadhay ka sar say seeng