Re: Kal chudvin ke raat thi …
SAKHT PARESHAANI KI BAAT HAI BIBI…
Awal tow shaiyari matt karo…agarr karo…tow theek theek karo.
Waisi unhon ne koi itni barri ghalti nahin ki…
Mera ta’aluqq INSHA CHACHA se bohat qareeb ka thaah iss leeay mein zrra jazbaati hogaya…
Aur akhir ka ye bandd tow kiya khob hai…
KOOCHHAY KO TERE CHHORR KAY…JOGI HEE BUNN JAIEN.. MAGARR,
PARBAT TERE, DARYA TERE, BASTI TERI, SEHRA TERA…
Waisi akhri line mujhey yaad nahin aarahee theeh…iss leeay Anwar Maqsood ko phone kiya aur unhoun ne forunn batta deeaa…iss leeay unka bhi shukriya…
Khush Rahein…